Venture News

adsense account kaise banaye

Published on Nov 15, 2018

hamare paas chahe youtube channel ho ya phir blogger.com par banaya gaya
blog yadi hum inke jariye apna adsense account banate hain toh woh
account adsense host account kaha jata hai .

Kyunki ye dono hi googke ke hi product hain isliye adsense iske jariye
account banane ke liye direct allow nahi karta hai yani ki aapka adsense
account host account hi kaha jayega .

Aur yadi aapke aisa blog hai jispar custom domain laga huwa hai jaise ki
google.com, facebook.com etc yadi aap custom domain ke blog se apna
adsense account banate hain toh woh non hosted account kaha jayega .

Note : aapki jankari ke liye bata doon ki mera adsense account bhi host
account hai jab main custom domain par adsense ke ads use karne ke liye
adsense se approval loonga joki blogger.com par na ho toh mera adsense
account non hosted account ho jayega read more adsense account kaise banaye